COVER STORY
As soon as August starts, stalls pop up at every nook and corner of the city selling flags, buntings, badges, etc. to celebrate our Independence Day. It not just evokes patriotism, but also brings back the memories of Independence Day celebrations at school; rehearsing patriotic songs was the best part. But recalling and taking pride in our history isn’t restricted to school life only. As an adult, I can vouch for the feelings stirred by the sight of green and white flags soaring high and sounds of the national melodies echoing around me!
Here, celebrities share their favourite patriotic songs with Us…
Aye Watan Pyare Watan (1965)
Singer: Ustad Amanat Ali Khan
Aye mere Pyare Watan
aye watan pak watan
Tujh Se hai meri Tamanaon
Ki Dunia Pur Noor,
Tujh Se hai meri Tamanaon
Ki Dunia Pur Noor,
Azm Mera Kahein Mere
Iraday Hai Ghayouoor,
Meri Hasti Mein Ana Hai
Meri Masti Mein Shaoor,
Jan Fiza Mera Takhayoul
Hai To Shireen Hai Sukhan,
aye mere pyare watan
Dil dil Pakistan (1991)
Singer: Junaid Jamshed, Vital Signs
Songwriters: Nisar Nasik and Shoaib Mansoor
Dil dil pakistan, jan jan Pakistan
Dil dil pakistan, jan jan Pakistan
Dil dil say miltay hain to pyaar ka chehra banta hay
Phool ik larhee main piroyain to sehra banta hay,
Chehra banta hay
Dil dil pakistan, jan jan Pakistan
Dil dil pakistan, jan jan Pakistan
Aisy zameen aur aasmaan, in kay siwa jana kahan
Barhti rahay yeah roshnee, chalta rahay yeah karwaan
Dil dil pakistan, jan jan pakistan
Sohni Dharti Allah Rakhhay Qadam Qadam Abaad Tujhe (1973)
Singers: Shahnaz Begum ft Habib Wali Muhammad and Mehdi Hassan
Songwriter: Jamiluddin Aali
Sohni dharti Allah rakkhe
Qadam qadam aabaad
Qadam qadam aabaad tujhe
Qadam qadam aabaad
Sohni dharti Allah rakkhe
Jab ye sohni dharti Allah ne banaayi hai
To wo shaad bhi rakkhe ga aur aabaad bhi rakkhe ga
Tera har ik zarrah ham ko
Apni jaan se pyaara
Tere dam se shaan hamaari
Tujh se naam hamaara
Jab tak hai ye dunya baaqi
Ham dekhen aazaad
Ham dekhen aazaad tujhe
Ham dekhen aazaad
Jazba-e-Junoon (1994)
Band: Junoon
Songwriter: Salman Ahmad
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Junoon se (1997)
Band: Junoon
Junoon sey,
Aur ishq sey,
Milti hai Azadi
Tanzeem, itehad, eemaan,
Quaid ka peghaam,
Tanzeem, itehad, eemaan,
Khawab key paak meharabaan,
Jaisay rooh, jissam o jaan
Janta hai sara jahan
Junoon sey, aur ishq sey
Milti hai aazadi
Watan Ki Mitti Gawah Rehna (1992)
Singer: Nayyara Noor
Songwriter: Faiz Ahmed Faiz
Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna
Watan ki mitti azeeem hai tu,
azeem tur hum bana rahai hein
Gawah rehna
Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna
Teray muqani ki har sada main,
teri hi khushboo mehak rahi hai
Har aik sur main har aik lay main,
teri hi mohabuat chamuk rahi hai
Gawah rehna
Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna